*AGAR QABR MEIN MAYYAT KE SAATH TURBAT [KHAAK E SHIFA] RAKH DI JAAYE, TO WO MAYYAT KE LIYE AZAAB SE NAJAAT KA ZAAMIN HOGA*
Riwayat:
*Ek zina-kaar aurat (adultress) apne paida hone waale bachcho'n ko jalaa deti thi.* Oos aurat ki maut ke baad usay jitni baar bhi dafn kiya gaya, Qabr ne usay baahar phe'nk diya. Kisi ne ye maajra Imam Jafar Sadiq (as) se bayaan kiya. *Unki hidayat par uski Qabr mein Turbat (e Imam Husain [as]) ki maamuli miqdaar (small quantity) saath rakh di gayi. Uske baad phir Qabr ne usay baahar nahi phe'nka*.
(Irfaan e Mazloom, p23)
*QABR NE USAY BAAR BAAR IS LIYE BAAHAR PHE'NKA KYUN KI WO BACHCHO'N KO AAG MEIN JALAATI THI*
Rasule Khuda (saww):
*Aag ki sazaa aag ke Maalik (Allah Ta'ala) ke siwa koi aur nahi de sakta.*
(Meezan ul Hikmah, v6, p157)
*رَبَّنَا تَقَبَّلْ مِنَّا إِنَّكَ أَنتَ السَّمِيعُ الْعَلِيمُ*
*اَللَّهُمَّ صَلِّ عَلى مُحَمَّدٍ وَّآلِ مُحَمَّدٍ وَّعَجِّلْ فَرَجَهُمْ*
*وَالْعَنْ أَعْدَائَهُمْ اَجْمَعِيْن*
Must WatcWatch Full Video:

Comments