Skip to main content
Please recite a Salawaat upon the Prophet (s.a.w.s.) and his holy progeny (a.s.) as a gift for All Marhoom Momineen and Mominaa Please Recite Sura e Fateha Brother Asif Ali Baqri, & Marhoom Mirza Jani Hussain, Marhoom Ali Jaan Khan, Marhooma Zuleqa , Marhoom Murtuza Hussain, Marhoom Salman Azmi Marhoom Khushtar Banu, Marhoom Bakshu Begum, Marhoom Ali Sher, Marhoom Shehzade Hussain, Marhoom Mazhar Hussain, & All Marhoomeen Momineen Wa Mominaath. Khusoos Shohdae Islam, Ulama E Ekraam Zakir E Ahlebaith a.s & Wo Marhoomeen Jinka Koi Isal karne wala nhi hai Namaz E Wehshat Jo Bhi Apne Marhoomeen Ke Naam Namaz E Wehshat E Qabr Ke Liye Likhana Chahte Hain Wo Marhoom name and Father Name +917090193872 Whatsaap Par Bhejden

Dua E Tawassul



Allahoomma sale Alaa Mohammadin Wa Ale Mohammed.



Allahoomma Inni As’aloka Wa Atavaj-jaho llaika Be Nabi-yyeka Nabi-yyir Rahmate Mohammadin Sal-lal-laho ‘Alaihe Wa Aalehi Ya Abal-Oasime Ya Rasoolal-lahe Ya Imamar-Rahmate Ya Sayyedana Wa Mavlana Inna Tavaj-jahna Vas-tash-fa’na Wa Tavas-salna Beka Ilal-Iahe Wa Qaddamnaka Baina Yadai Hajatena Ya Vajihan Indal-Iahesh-fa.lana Indal-Iah.



Ya Abal-Hasane Ya Ameerul Mo’mineena Ya Ali-yyabna Abi Talib Ya Hoojjatal-Iahe Ala Khalqehi Ya Saiyyedana Wa Mavlana Inna Tavaj-jahna Vastash-fa.na Wa Tavas-salna Beka I,al lahe Wa qaddamnaka Baina Yadai Hajatena Ya Vajihan .lndal-Iahe Ishfa.lana Indallah



Ya Fatematuz zehro. Ya Binte Mohammadin YaQoorrata .Ainir-Rasoole Ya Saiyyedatana Wa Mavla. tana Inna Tavaj-jahna Vas-tash-fa.na Wa Tavas-salna Beka Ilal-Iahe Wa Qaddamnaka Baina Yadai Hajatena Ya Vaji hetan .lndal-Iaheish-fa.ee Lana .Indallahe.



Ya Aba Mohammadin Ya Hassanabna .Aliyyin Ayyo-hal Moojtaba Yabna Rasoolil-lahe Ya Hoojjatal-Iahe .Ala Khalqehi Ya Saiyyedana Wa Mavlana Inna Tavaj-jahna Vas-tash-fa.na Wa Tavas-salna Beka llal-lahe wa Qaddamnaka Baina Yadai Hajatena Ya Vajihan 'Indal-Iaheish-fa'lana 'Indal-Iahe,



Ya Aba ' Abdil-lahe Ya Husainabna ' Ali-yyin Ayyohash shaheedo Yabna Rasoolil-lahe Ya Hoojjatal-lahe ' Ala Khalqehi Ya Saiyyedana Wa Mavlana Inna Tavaj-jahna Vas-tash-fa'na Wa Tavas-salna Beka llal-Iahe Wa Qadamnaka Baina Yadai Hajatena Ya Vajihan In-dal-Iaheish-fa'lana 'Indal-Iah



Ya Abal-Hasane Ya 'Ali Yabnal-Husaine Ya Zainal'abedeena Yabna Rasoolil-lahe Ya Hoojjatal-lahe ' Ala Khalqehi Ya Saiyyedana Wa Mavfana Inna Tavaj-jahna Vas-tash-fa'na Wa Tavas-safna Beka l'al-Iahe WaQadamnaka Baina Yadai Hajatena Ya Vajihan 'Indal-laheish-fa'lana 'indal-Iah.



Ya Aba Ja'farin Ya Mohammadabna ' Aliyyin Ayyohal-Baqercl Yabna Rasoolil-lahe Ya Hoojjatal-lahe ' Ala Khalqehi Ya Sayyedana Wa Mavlana inna Tavaj-jahna Vas-tash-fa'na Wa Tavas-safna Beka Ilal-Iahe Wa Qaddamnaka Baina Yadai Hajatena Ya Vajihan Indaf-Iaheish-fa'lana 'Indal-Iah.



Ya Aba ' Abdil-lahe Ya Ja'farabna Mohammadin Ayyohas-sadiqo Yabna Rasoolil-lahe Ya Hoojjatal-lahe ' Ala Khalqehi Ya Sayyedana Wa Mavlana Inna Tavaj-jahna Vas-tash-fa'na Wa Tavas-salna Beka Ilal-Iahe WaQadamnaka Baina Yadai Hajatena Ya Vajihan 'Indal-laheish-fa'lana 'Indal-Iah



Ya Abal-Hasane Ya Moosabna Ja'farin Ayyohal-Kazimo Yabna Rasoolil-lahe Ya Hoojjataf-lahe ' Afa Khalqehi Ya Sayyedana Wa Mavlana Inna Tavaj-jahna Vas-tash-fa'na WaTavas-salna Beka Ilal-Iahe Wa Qaddamnaka Baina Yadai Hajatena Ya Vajihan 'Indaf.laheish-fa.lana 'Indal.fah.



Ya Abal-Hasane Ya ' Ali-yyabna Moosa Ayyohar-Riza Yabna Rasoolil-lahe Ya Hoojjatal.fahe , ft.la Khalqehi Ya Sayyedna Wa Mavlana Inna Tavaj-jahna Vas-tash-fa'na Wa Tavas-salna Beka Ilal-lahe Wa Qaddamnaka Baina Yadai Hajatena Ya Vajihan 'Jndal-Iaheish-fa'lana 'Indal-Iah.



Ya Aba Ja'farin Ya Mohammadabna ' Ali-yyin Ayyohat-Taqi-yool Javado Yabna Rasoolil-lahe Ya Hoojjatal-lahe ' Ala Khalqehi Ya Sayyedna Wa Mavlana Inna Tavaj-jahna Vas-tash-fa'na Wa Tavas-salna Beka Ila-Iahe Wa Oadamnaka Baina Yadai Hajatena Ya Vajihan 'Indal.laheish-fa'lana 'Indal-Iah.



Ya Abal-Hasane Ya , Ali-yyabna Mohammadin Ayyohal-Hadiyin Naqiyyo Yabna Rasoolil-lahe Ya Hoojjatal-lahe ' Ala KhalqehiYa Sayyedana Wa Mavlana Inna Tavaj-jahna Vas-tash-fa'na Wa Tavas-salna Beka Ilal-Iahe Wa Oadamnaka Baina Yadai Hajatena Ya Vajihan 'Indal-Iaheish-fa'lana 'Indal-Iah.



Ya Aba Mohammadin Ya Hasanabna Aliyyin Ayyohaz-zaki-yool-Askariyyo Yabna Rasoolil-lahe Ya Hojjatal-Iahe ' Ala Khalqehi Ya Sayyedana Wa Mavlana Inna Tavaj-jahna Vastash-fa'na Wa Tavas-salna Beka llal-Iahe Wa Oaddamnaka Baina Yadai Hajatena Ya Vajihan 'Indal-laheish-fa'lana 'Indaf-Iah.



Ya Vasi-yyal.Hasane Val-Khalafal-Hoojjata Ayyohal-Oaa ' emool- Moontazarool- Mahdiyyo Yabna Rasoolil-lahe Ya Hoojatal-Iahe ' Ala Khalqehi Ya Sayyedana Wa Mavlana Inna Tavaj-jahna Vas-tash-fa'ana Wa Tavas-salna Beka l'al-Iahe Wa Oaddamnaka Baina Yadai Hajatena Ya Vajihan 'Indal-Iaheish-fa'Jana 'Indal-Iah :



Ya sadati Wa Mavaliyya Inni Tavaj-jahto Bekoom A’imati Wa ‘ooddati Le-yavme Faqri Wa Hajati llal-lahe Wa Tavas-salto bekoom illa-lahe, Vas-tas-fa’to bekoom llal-lahe, Fash-fa’oolee Indal-lahe, Vastanqwzooni Min Zonoobi ‘Idal-lahe, Fa-innakoom Vasilati llal-lahe Wa Be-Hoobbekoom Wa Be-Qoorbe-koom Arjoo Najatan Minal-lahe Fakoomoo ‘Indal-lahe Rajaa’ee Ya Sadati Ya Avliyaa’Allahe Sal-la-laho ‘Alaihim Ajma’een Wa La’anal-laho a’dall-‘Allahe Zalemeehim Minal-Av-valeena Val-akher-‘eena ameen Rabbal’alameen.



Allahoomma sale Alaa Mohammadin Wa Ale Mohammed.



Dua-e Tawassul (Translation Roman Urdu )

Yeh sareeul-asar (jaldi asar karne waali) dua, Aiyemma-e Masumeen (a.s) se waarid huwi hai. Aur is dua ko qubuliyate dua wo takmeele haajaat aur pareshani wo mushkilaat se najaat paane ke liye behtareen zariya qaraar diya gaya hai.

(Shuru karta hoo’n mai’n) Allah ke naam se Jo bada maherbaan aur rahem karne wala hai.

Ay Ma’bood! Mai’n Tujh se sawaal karta hoo’n, aur Teri taraf motawajjeh hota hoo’n, Tere Paigambar, Nabi-e rehmat Hazrat Mohammad (s.w.a.s) (rehmate’n naazil ho un-par aur unki Aal par) ke wasile se.

Ay Abul-Qasim, Ay Allah ke Rasool (s.a.w.s), Ay rehmato’n ke Imam. Ay hamare sayyed wo sardar (Ay hamare Aaqa wo Maula). Ham aap ki taraf motawajjeh hai aur aap ko baargahe ilaahi mein apna sifarishi aur waseela qaraar dete hai aur ham ne aap ko apni haajato’n ke pesh-pesh (aaghe) rakkha hai. Ay Allah ke nazdeek barguzidah (izzat wale) aap Allah se hamare liye sifarish kijiye.

Ay Abul-Hasan, Ay Ameerul Momineen, Ay Ali ibne Abi Talib (a.s) Ay Allah ki hujjat uski makhluqaat par. Ay hamare sayyed wo sardar (Ay hamare Aaqa wo Maula). Ham aap ki taraf motawajjeh hai aur aap ko baargahe ilaahi mein (Allah ke nazdeek) apna sifarishi aur waseela qaraar dete hai aur ham ne aap ko apni haajato’n ke pesh-pesh (aaghe) rakkha hai. Ay Allah ke nazdeek barguzidah (izzat wale) aap Allah se hamare liye sifarish kijiye.

Ay Shehzadi Fatematuz-Zahra (s.a) Ay Dukhtar-e Mohammad (s.a.w.s) Ay Rasool ki aankh ki thandak. Ay hamari sayyeda wo maleka. Ham aap ki taraf motawajjeh hai aur aap ko baargahe ilaahi mein apna sifarishi aur waseela qaraar dete hai aur ham aap ko muqaddam jaante hai apni tamaam haajato’n mein pesh-pesh (aaghe) rakkha hai. Ay Allah ke nazdeek barguzidah (izzat wale) aap Allah se hamare liye sifarish kijiye.

Ay Abu-Mohammad, Ay Hasan ibne Ali (a.s), Ay Mujtaba, Ay farzande Rasool, Ay Allah ki hujjat uski makhluqaat par. Ay hamare sayyed wo sardar (Ay hamare Aaqa wo Maula). Ham aap ki taraf motawajjeh hai aur aap ko baargahe ilaahi mein (Allah ke nazdeek) apna sifarishi aur waseela qaraar dete hai aur ham ne aap ko apni haajato’n ke pesh-pesh (aaghe) rakkha hai. Ay Allah ke nazdeek barguzidah (izzat wale) aap Allah se hamare liye sifarish kijiye.

Ay Aba Abdillah, Ay Husain ibne Ali (a.s), Ay Shaheed, Ay farzande Rasool, Ay Allah ki hujjat uski makhluqaat par. Ay hamare sayyed wo sardar (Ay hamare Aaqa wo Maula). Ham aap ki taraf motawajjeh hai aur aap ko baargahe ilaahi mein (Allah ke nazdeek) apna sifarishi aur waseela qaraar dete hai aur ham ne aap ko apni haajato’n ke pesh-pesh (aaghe) rakkha hai. Ay Allah ke nazdeek barguzidah (izzat wale) aap Allah se hamare liye sifarish kijiye.

Ay Abul Hasan, Ay Ali ibne Husain (a.s), Ay Aabido’n ki zeenat, Ay farzande Rasool, Ay Allah ki hujjat uski makhluqaat par. Ay hamare sayyed wo sardar (Ay hamare Aaqa wo Maula). Ham aap ki taraf motawajjeh hai aur aap ko baargahe ilaahi mein (Allah ke nazdeek) apna sifarishi aur waseela qaraar dete hai aur ham ne aap ko apni haajato’n ke pesh-pesh (aaghe) rakkha hai. Ay Allah ke nazdeek barguzidah (izzat wale) aap Allah se hamare liye sifarish kijiye.

Ay Abu Jafar, Ay Mohammad ibne Ali (a.s), Ay Baqir, Ay farzande Rasool, Ay Allah ki hujjat uski makhluqaat par. Ay hamare sayyed wo sardar (Ay hamare Aaqa wo Maula). Ham aap ki taraf motawajjeh hai aur aap ko baargahe ilaahi mein (Allah ke nazdeek) apna sifarishi aur waseela qaraar dete hai aur ham ne aap ko apni haajato’n ke pesh-pesh (aaghe) rakkha hai. Ay Allah ke nazdeek barguzidah (izzat wale) aap Allah se hamare liye sifarish kijiye.

Ay Aba Abdillah, Ay Jafar ibne Mohammad (a.s), Ay Sadiq (sachche), Ay farzande Rasool, Ay Allah ki hujjat uski makhluqaat par. Ay hamare sayyed wo sardar (Ay hamare Aaqa wo Maula). Ham aap ki taraf motawajjeh hai aur aap ko baargahe ilaahi mein (Allah ke nazdeek) apna sifarishi aur waseela qaraar dete hai aur ham ne aap ko apni haajato’n ke pesh-pesh (aaghe) rakkha hai. Ay Allah ke nazdeek barguzidah (izzat wale) aap Allah se hamare liye sifarish kijiye.

Ay Abal Hasan, Ay Musa ibne Jafar (a.s), Ay Kazim, Ay farzande Rasool, Ay Allah ki hujjat uski makhluqaat par. Ay hamare sayyed wo sardar (Ay hamare Aaqa wo Maula). Ham aap ki taraf motawajjeh hai aur aap ko baargahe ilaahi mein (Allah ke nazdeek) apna sifarishi aur waseela qaraar dete hai aur ham ne aap ko apni haajato’n ke pesh-pesh (aaghe) rakkha hai. Ay Allah ke nazdeek barguzidah (izzat wale) aap Allah se hamare liye sifarish kijiye.

Ay Abal Hasan, Ay Ali ibne Musa (a.s), Ay Reza, Ay farzande Rasool, Ay Allah ki hujjat uski makhluqaat par. Ay hamare sayyed wo sardar (Ay hamare Aaqa wo Maula). Ham aap ki taraf motawajjeh hai aur aap ko baargahe ilaahi mein (Allah ke nazdeek) apna sifarishi aur waseela qaraar dete hai aur ham ne aap ko apni haajato’n ke pesh-pesh (aaghe) rakkha hai. Ay Allah ke nazdeek barguzidah (izzat wale) aap Allah se hamare liye sifarish kijiye.

Ay Abu Jafar, Ay Mohammad ibne Ali (a.s), Ay Taqi wo Jawaad, Ay farzande Rasool, Ay Allah ki hujjat uski makhluqaat par. Ay hamare sayyed wo sardar (Ay hamare Aaqa wo Maula). Ham aap ki taraf motawajjeh hai aur aap ko baargahe ilaahi mein (Allah ke nazdeek) apna sifarishi aur waseela qaraar dete hai aur ham ne aap ko apni haajato’n ke pesh-pesh (aaghe) rakkha hai. Ay Allah ke nazdeek barguzidah (izzat wale) aap Allah se hamare liye sifarish kijiye.

Ay Abul Hasan, Ay Ali ibne Mohammad (a.s), Ay Hadi An-Naqi, Ay farzande Rasool, Ay Allah ki hujjat uski makhluqaat par. Ay hamare sayyed wo sardar (Ay hamare Aaqa wo Maula). Ham aap ki taraf motawajjeh hai aur aap ko baargahe ilaahi mein (Allah ke nazdeek) apna sifarishi aur waseela qaraar dete hai aur ham ne aap ko apni haajato’n ke pesh-pesh (aaghe) rakkha hai. Ay Allah ke nazdeek barguzidah (izzat wale) aap Allah se hamare liye sifarish kijiye.

Ay Abu Mohammad, Ay Hasan ibne Ali (a.s), Ay Zaki wo Askari, Ay farzande Rasool, Ay Allah ki hujjat uski makhluqaat par. Ay hamare sayyed wo sardar (Ay hamare Aaqa wo Maula). Ham aap ki taraf motawajjeh hai aur aap ko baargahe ilaahi mein (Allah ke nazdeek) apna sifarishi aur waseela qaraar dete hai aur ham ne aap ko apni haajato’n ke pesh-pesh (aaghe) rakkha hai. Ay Allah ke nazdeek barguzidah (izzat wale) aap Allah se hamare liye sifarish kijiye.

Ay Hasan (Al-Askari) ke Wasi, aur unke baad Hujjate Khuda, Ay Qayem (Qayaam karne wale) Al-Muntazar (jiska sabhi intezaar kar rahe hai) Al-Mahdi (hidaayat yaafta) Ay farzande Rasool, Ay Allah ki hujjat uski makhluqaat par. Ay hamare sayyed wo sardar (Ay hamare Aaqa wo Maula). Ham aap ki taraf motawajjeh hai aur aap ko baargahe ilaahi mein (Allah ke nazdeek) apna sifarishi aur waseela qaraar dete hai aur ham ne aap ko apni haajato’n ke pesh-pesh (aaghe) rakkha hai. Ay Allah ke nazdeek barguzidah (izzat wale) aap Allah se hamare liye sifarish kijiye.

Phir apni haajate’n talab kare’n aur uske baad yeh dua padhe’n…

Ay Mere Sardar wo Aaqa! Mai’n aap ke zariye (waseele se) tawajjoh karta hoo’n (Khuda ki taraf). Ay mere Aiyemma (a.s) jo mera zakhira-e aakherat (sarmaya) hai, us din jab mere paas kuch na hoga. Allah ki baargah mein aap ke waseele ka mutamanni (khwahish-mand) hoo’n, aur Allah ki baargah mein shifa’at chaahta hoo’n. Pas aap sab Hazraat meri shifa’at Allah se farma dijiye aur mujhe mere gunaho’n se bacha lijiye Allah ki baargah mein. Is liye keh aap hi log to mere liye waseela-e najaat hai.

Allah ki baargah mein, aur aap logo’n ki mohabbat wo taqarrub se hi mujhe najaat ki ummeed hai Allah ki baargah mein. Pas aap hi log Allah ke nazdeek meri ummeed ban jaaye’n, Ay mere Sardaro’n! Ay Allah ke dosto’n.! Allah ki rehmat naazil ho un sab par. Khuda ke dushmano’n aur aap (Hazraat) par zulm karne walo’n par Allah ki la’nat ho. Chaahe woh awwaleen mein se ho, Ya aakhereen mein se. Ay tamaam Aalameen ke Parwardegaar aisa hi kar unke saath. Aameen! Parwardigaar Tu rehmat naazil farma Hazrat Mohammad (s.a.w.s) aur unki Aale paak (a.s) par.

aa

Hadees E Kisa | SafeerEaza Ameer Hasan Aamir



Munajath



Shia Ithna Asheri Toolkit for Android

Comments

Visitor's