1. Saath cheezein wuzu ko baatil kar deitee hain :
1) Peshaab – Jo masshkook ratoobat peshaab ke b’ad aur istebraa’ se pahle insaan se khaarij hotee hai woh bhi peshaab ka hukm rakhtee hai.
2) Pakhana (3) Reyah y’ani m’ade aur ‘anton ki hawaa jo maq’ad se khaarij hotee hai. (4) Neend jiski wajah se naa ‘ankhein dekh saken alikin agar a’nkhein naa dekh rahee hon magar kan soon rahe hon to wuzu baatil nahin hota. (5) Aisi hAlat jin mein ‘qal zaa’il ho jaati ho maslan diwaangee, masstee ya behoshee. (6) Auraton ka Istehaaza jis ka zikr b’ad mein ‘a’egaa. (8) Janaabat balkeh Ehteyaat-e-mustahab ki bina par har woh ka jis ke liye ghusl karna zaruri hai.
Comments